Skin glowing ticks&tips

 

Besan, Lemon aur Curd Face Mask

Mask banane ka tarika:

  1. 1 tablespoon besan (gram flour)

  2. 1 tablespoon curd (dahi)

  3. 4–5 drops lemon juice

  4. In sab ko achi tarah mix kar ke smooth paste bana lein.

Istamal ka tarika:

  • Face ko wash kar ke mask ko face par laga lein.

  • 10–15 minutes tak laga rehne dein.

  • Phir halka sa pani laga kar gently rub karte hue wash kar lein.

Fayde:

  • Skin ko natural glow deta hai.

  • Extra oil kam karta hai.

  • Dead skin cells remove karta hai.

  • Skin ko soft aur fresh banata hai.

Comments