Healthy skin kay leay fresh fruits



 Healthy Skin ke liye Fresh Fruits 

  1.  (Apple)
    Seb mein vitamins aur antioxidants hote hain jo skin ko fresh aur healthy rakhte hain.

  2.  (Papaya)
    Papita dead skin ko remove karta hai aur skin ko soft aur glowing banata hai.

  3.  (Banana)
    Kela skin ko moisturize karta hai aur dryness kam karta hai.

  4.  (Orange)
    Santra mein Vitamin C hota hai jo skin ko bright aur glowing banata hai.

  5.  (Pomegranate)
    Anar skin cells ko strong karta hai aur skin ko healthy banata hai.

  6. (Watermelon)
    Tarbooz mein pani zyada hota hai jo body ko hydrate karta hai aur skin fresh rakhta hai.

  7. Strawberry
    Strawberry skin ko clean karti hai aur glow badhati hai.

Tip:
Rozana fresh fruits khanay se skin healthy, glowing aur fresh rehti hai. ๐ŸŽ๐ŸŠ๐Ÿ‰

Comments